Yaari Ka Circle - Darshan Raval and Jonita Gandhi Lyrics

Singer Darshan Raval and Jonita Gandhi
Singer Eric Pillai
Music Tanishk Bagchi
Song Writer Tanishk Bagchi

Raushni toh hai, raunake kaha..
Rango mein bhi rang yaaron ke kahan
Dil ke darwaaje ko kholo
Tatolo koi rishta naya
Lamha juban pe wo gholo
Ki ho swaad jiska naya

Badhne do yaari ka circle zara
Happy happy sa wo harpal zara
Badhne do yaari ka circle zara
Happy happy sa wo harpal zara
Akele hai thode se kam
Yaaron se bane hum

Ye No 1 yaari hai
Ye No 1 yaari hai
Ye jo sparkle kar rahi hai
Ye hansi dekho pyaari hai

Yaari hai seedhi hansi ki
Jo hontho pe jaake chadhegi
Khusiyan toh lau hai diye ki
Ye jitna batengi badhengi

Yaari hai seedhi hansi ki
Jo hontho pe jaake chadhegi
Khusiyan toh lau hai diye ki
Ye jitna batengi badhengi

Yaaron se jyaada ye dil maange kya
Yaaron ke sang jashn hai ye jahaan
Ye jo chamak si bhari hai in aankhon mein
Dil dosti ko kahe shukriya

Badhne do yaari ka circle zara
Happy-Happy sa wo harpal zara
Badhne do yaari ka circle zara
Happy happy sa wo harpal zara
Akele hai thode se kam
Yaaro se bane hum

Ye No 1 yaari hai
Ye No 1 yaari hai
Ye jo sparkle kar rahi hai
Ye hansi dekho pyaari hai

Ye No 1 yaari hai
Ye No 1 yaari hai
Ye jo sparkle kar rahi hai
Ye hansi dekho pyaari hai

Badhne do yaari ka circle zara
Happy happy sa wo harpal zara
Badhne do yaari ka circle zara
Happy happy sa wo harpal zara
Akele hai thode se kam
Yaaron se bane hum



Comments

Popular posts from this blog